Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ increase ur knowledgh {3}

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~!~ increase ur knowledgh {3}

    :rose :rose :rose
    Attached Files
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: ~!~ increase ur knowledgh {3}

    Aabid inshaALLAH ..main soch ker es ka jawab donga

    Comment


    • #3
      Re: ~!~ increase ur knowledgh {3}

      1)iman ka matlab akeeda hi hota hai .. iman kay mani jannay or mannay key hain ......jo shakash Allha Tala us ki wahdaneyat , us kay qanon or us ki saza-o-jaza ko janta hoo or dil say us par yakeen reakhata hoo us ko momin kehtay hain ......iman ka nateeja yeh hota hai kay insaan khuda ka farmanbardar hoo jata hai ....iman kay bagheer koi muslaman muslim nahi hoo sakta ...


      2) islam kay exact mani to nahi pataa is ka matlab yehi hoo sakta hai na kay Allha Tala or us kay ahkamaat ko manna , or Hazoor(sw) ko akhri nabi manna or un ki sunat pay amal karna yeh sari cheezian islam kehlati hain ...

      quran majeed main to islam kay bunyaadi aqaiad main toohed, risalat, malakia , asmaani kutab, or akhrat pay eman lana hai .......

      3) Nahi iman kay bagheer achay amal karnay wala janat main dakhil nahi hoo sakta ....youn to kuch ghair muslim bhi dunia main achay kaam kar jatay hain lekan un ka iman nahi hota un par un ka apna akeeda hota hai is leye woh janat mainto nahi ja saktay na .....Allha Tala pay iman reakh kay koi bhi acha kaam karain us ki jaza millaye gee :rose
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: ~!~ increase ur knowledgh {3}

        hmmm bht acha silsla ap ne shroe kiya :rose Allah ap ko es ka ajer daie ga :rose mein InshAllah bad mein en swalo ka jawab donga :rose
        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

        Comment


        • #5
          Re: ~!~ increase ur knowledgh {3}

          Mujhey nahi maloom "isteylahi" aur "lughwi" maa'ini kya hotey hein?
          magar in short

          1-Eeman --kisi baat ka iqraar kerna ---aur is key kuch rukun hein --jaisey Allah ko aik manna, Allah key farishto per emaan, Aasmani kitabon per, Rasulon per , aur akhrat key din per

          2-Islam ka maltab hai apney aap ko waqf ker deyna ---

          3-"Aamal ka daro madaar neeyaton per hai" jab hum ye kehtey hein to zahir hai aap ki intention ki base per us amal ki jaza ya saza milti hai

          ab agar aap naik kaam ker rahey hein to aap ki intention kya hai? agar wo ye hai key aap Allah key liye ker rahey hein to it means key aap key ander emaan hein isi liye aap ki intentions Allah ki raza key liye hai
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: ~!~ increase ur knowledgh {3}

            aslamo alykum , aap sb kiliye aik hafta mazeed time hy k in tamam sawalaat k jawab deen agar kisi ko istilahi aur lugwi ka matlab naheen pata to koi baat naheen aap ko jitna aata hy utna jawab zaroor deen w/slaam ..aabi
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            Working...
            X